Ek Maa hay mari wo bhi janam jis nay diya mujh ko
Or Maa hay meri tu be shaan Rab nay dee hai tujh ko
Baitay hain wohi achay jo kartay hain wafa maa say
Maa Ayesha key mohabbat bin ham paain ge falah kaisay
Jab Maryam pay lagi tuhmat Esa nay di shahdat
Jab Maa gi pay lagee tuhmat khud Rabb nay di gawahee
Nabi chuntay na kabhi un ko gar hota na chalan acha
Maa un keey namazee thee baap un ka tha bara sacha
Tayyaba ko milay tayyab or tayyab ko mili tayyaba
Sarkar be tayyab hain or maa g hain mairee tayyaba
Rohoon ko milain rohain ,Budruhon kay liya bud roo hain
Aaaqa bee haseen roo hain or maan g be haseen ro hain
Jo aulad na hoee unkee to maan gee ko fikar kaisa
Hay seenay main Imaan jis kay un he ka to hay baita
Maan gee key wafaoon ko hay rabb nay chuna kaisay
Jis simt chalay jaa o nam ay Ayesha he liya ja ay
Maan g hain baree onchee or Zaheer bohat neecha
Fakhar itna he kafee hay nisbat hay mairee un say